Hazrat Imam Hussain quotes and sayings in Urdu. Share these beautiful quotes by Hazrat Imam Hussain and Karbala sayings in status and captions.
“Ay Logo Nakeon Aur Sawab Kay Hasol Ka Lea Aik Dosray Per Sabqat Lay Jany Ki Kosish Kro.”
“Jab Tumhari Zindagi Main Do Rastay Aa Jaen. Zulm Tumhay Gardan Uthanay Na Day Aur Deen Tumhay Gardan Jhukanay Na Day Tou Teesra Rasta Gardan Katanay Ka Rasta Hai.”
“Jou Shaksh Allah Ki Bandagi Ikhtiar Kerta Hai Allah Har Cheez Ko Iska Ghulam Bana Deta Hai. Allah se Khoof Ke Zareay Izzat Hasil Kro.”
“Tumhari Umar Barar Ghati Jaa Rahi Hai Bus Jo Kuch Tumharay Hath Main Hai Uss Say Kisi Ki Madad Kar Jao.”
“Agar Duniya Main Inqilab Lana Chahatay Ho Tou Tehzeeb-e-Nafas Ka Aghaz Khud Say Kro Duniya Khud Badal Jae Gi.”
“Zulum Kay Khilaf Jtni Dhair Say Utho Gay Uthi Hi Zada Qurabi Deni Paray Gi.”
“Jou Tumhay Dost Rakhta Hai Woh Burae Say Rokay Ga Aur Jo Tumhay Dushman Rakahy Ga Woh Tumhay Burae Par Ubharay Ga.”
“Agar Log Tum Say Koe Umeedian Wabasta Rakhtay Hain Tou Yeah Tum Par Khuda Kay Fazal Ki Daleel Hai!”
Read More: Poetry on Hazrat Imam Hussain in Urdu
“Khuda Ki Jannat Duniya Main Kabhi Dekhnay Ka Shouk Ho Tou Faqat Aik Bar Apni Maa Ki Goud Main Kabhi Soo Ker Dekhna.”
“Waqat Aa Gaea Hai Keh Momin Sachae Ki Rah Main Bay-Chain Ho Ker Nikal Paray Aur Apna Sab Kuch Allah Ki Rah Main Qurban Kar Day.”
“Kisi Ka Haq Apnay Zimay Lay Ker Iss Duniya Say Na Jao.”
“Zindagi Ka Koe Aitbaar Nahi Jis Qadar Mumkin Hou. Dosron Ke Kaam Ao.”
To Update or Add any Information in this article, please contact us via Email.
ncG1vNJzZmirmKTEo7XZoaytZpOkunC0wLOpmqxdnrqiuYyhrKyrkZ67br3UqKueq12eu27B0Z2sZqORp6%2BiuMBmqq2ZpKrAbq%2FAqauip56ofA%3D%3D